table tag
yaha table tag mai , kis tarah colspan , rowspan ka use hota hai ,yahi bataya hai.
colspan – column ke liye or rowspan – row ke liye
colspan , rowspan ki jarurat tab hoti hai , jab hume table mai current column or row se kam ,row column use karna hota hai .
colspan or rowspan sirf ,current row column ke barabar karne mai madad karte hai.
dhyan rahe agar table mai 5 column hai ,toh aap colspan mai 5 se jada le , usse kam nahi.
aage example se aasani se samjh aa jayega ,
yeh bhi use karne mai aasan hai



